meri aankhon main ansu aye na hote wo humein dekh kar jo muskuraye na hote sochta hu aksar tanhai may main meri zindagi main kash wo aaye na hote na tarapte hum unke liye itna dil ne khawab unke sajaye na hote na toot kar bikharta main is kadar kash wo mere dil main apna ghar jo banaye na hote.....!
No comments:
Post a Comment