khud ko chup karak main aaj bohat roya purani yadoon ko gunguna k main aaj bohat roya tanhai k gumse nidhal ho kar teri tasveer galy se laga k aj bohat roya apno ne jo kiya wo sab bhula diya ghayron ko aazma k main aaj bohat roya main kaha is qabil k wo mulaqaat karen mujhse khwahishon ko dabo dabo ke main aaj bohat roya.....!
No comments:
Post a Comment