wo hata rahain hai parda sar-e-aam chupke chupke koi qatal ho raha hai dar-e-baam chupke chupke ye jhuki jhuki nighain ye haseen haseen ishaare kahin le na jaain shayad meri jaan chupke chupke kabhi shokiyan dikhana kabhi un ka muskurana ye adaain ker na daalain mera kaam chupke chupke ye jo hichkiyan musalsal mjhe aa rahi hai yaroo koi le raha hai shayad mera naam chupke chupke....!
No comments:
Post a Comment