us ki nazron ka kamal na poch ab jo hua hai mera hal na poch ho gai us k samney zuban band meri phir kya keay us ne mujh se sawal na poch milta hai mujhy har roz khuwab mein use hai mera kitna khayal na poch tery sang jo waqt guzra maloom nhi judai mein jo guzra wo saal na poch......!
No comments:
Post a Comment