pather bana diya humein rone bhi na diya daman bhi tumhare gham main bhigone na diya tanhaian tumhara pata pochti rahi shab bhar tumhari yaad ne humein sone na diya dil ko tumhari yaad k aansoo aziz the duniya k koi gham samone na diya kashif yu us ki yaad chali hath tham kar mele main is jahan k hamein khone bhi na diya.....!
No comments:
Post a Comment