mohabbat se reha hona zarori hogya hai mera tujh se juda hona zarori hogya hai wafa k tajrube karte hua to umer guzri gai zara sa bewafa hona zarori hogya hai meri aawaz tanhai main madti ja rahi hai kisi ka hamnawa hona zarori hogya hai bhanwar main hai kai barson se apni kashti-e-jaan kisi ka na-khuda hona zarori hogya hai....!
No comments:
Post a Comment