dua nhi to badua deta koi meri wafaon ka sila deta koi jab mukadar hi nhi tha apna yaad nhi to bahla kya deta koi hasil-e-ishq faqat dard hai aye kash pehle hi baat deta koi taqdeer nhi thi agar aasmaan chuna khaq me hi mila deta koi bewafa bhi humein bewafa keh gaya is se zyada kya daga deta koi guman hi ho jata kisi apne ka daman hi pakar kar hila deta koi arse se atka hai hinchkiyoun pe dun acha hota ke bhula deta koi
No comments:
Post a Comment