badi tadap hai meri iltaja k parday mein main tum ko maang raha hu dua k pardy mein us bhi dar hai k kahin ye raaz khull na jaye likhta hai naam mera wo hina k parday mein main us k koochy sy guzra to ye mehsoos hua mujhy pukara hai us ny hawa k pardy mein is tarah chehry ko zulf mein chupaya us ne k jaise mano chand chupa ho ghatao k pardy mein....!
No comments:
Post a Comment