aaj main door hu sabse par sabki yaadon k karib hu bhula chuka hu main khud ko par apne saaye k karib hu jab main tanha tha bhari mehfil main koi kehne ko bhi na aaya main tere karib hu aaj jab dukha hai dil tumhara to phir se fariyaad karte ho kya main bas tumhaare zakhmo ka nasib hu haqeekat main na sahi liken mein tere khwabon k to karib hu....!
No comments:
Post a Comment