Be-sabab youn hi sar-e-sham nikal aaty hai hum bulaen to unhien kai kaam nikal aaty hai koi hamko shoq to nhi hai aawargi ka hum to unki galiyon mein un se honay hamkalaam nikal aaty hai unki jafaon ke zakham khatay rahey hai kuch is tarah k raat ka andhera charhtay hi dard tamam nikal aaty hai kya btaun tumhe in hussan walon ki ada yaaro hum bulaen to parda warna sar-e-aam nikal aaty hai...!
No comments:
Post a Comment